hallo dosto aaj mai aap sabhi ko bataunga ki aap youtube se kitna aur kaise paisa earn kar sakte hai
iske liye aapko mere post ko dhyan se read karna hoga taki mai aapko achhi tarike se samjhane me safal rahu to chaliye pahale jaan lete hai youtube kya hai aur is se paisa kaise kamayenge
youtube.
yah ek social media platform hai jaha lakho karodo log new video aur vlog ,entertement jaise video ko upload karke lakho carodo kama rahe hai ji ha dosto aap bhi paisa kama sakte hai bas aapko thodi janakri ki jarurat hai is liye to mai aaj aapke liye youtube ki puri proccess batane aaya hu ki aap pahala kadam youtube par kaise rakh sakte hai to chaliye ab baat karne hai sabse pahale ki youtube par account kaise banaye .
How to creat account on youtube..
first aapke paas ek gmail id ka account hona chahiye aur wah varifie hona chahiye agar apako gmail account nahi aata banana to aap youtube par jake bhi search kar sakte hai waha bahut sari video aapko mil jayegi .
to gmail id hine ke baad sidha aapko google par search karna ha youtube.com aur enter press kar dena hai
ab aapke samne creat new account ka option aayega waha jake aap asani se apne banaye gaye gmail id ko fill karne ke baad ek new paas creat kar satke hai aur ske baad aapko enter kar dena hai jaise hi aap enter karte hai to aapke samne success ka ek maasage aayega uske baat ab baat karte hai ki account banane ke baad channel ka naam kaise denge
jaise hi aap ka account succsess full hota hi uske baad aapko aapke naam ka ek right corner me icon dikhega jo ki aapke profile ko hoga aapko us par click karna hai aur aapko create new channel par click karke aapne pasand ka ek naam de dena hai aur apply kar dena hai bas ban gaya aapka account
.to dosto aapko next post me baat karnege ki youtube par video upload karke paise kab kamayenge aur kitne video ke baad .
0 Comments